SEARCH RESULTS
Showing search results for "thal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "thal"
Ghazal
mere ashko.n ne ka.ii aa.nkho.n me.n jal-thal kar diyaa
ek paagal ne bahut logo.n ko paagal kar diyaa
Rahat Indori
Ghazal
terii saa.nse.n mujh tak aate baadal ho jaa.e.n
mere jism ke saare ilaaqe jal-thal ho jaa.e.n
Shahryar
Ghazal
zamiin-e-dil ik arse baa'd jal-thal ho rahii hai
ko.ii baarish mere andar musalsal ho rahii hai
Azhar Iqbal
PAGE MATCHES FOR "thal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "thal"
Ghazal
aadhaa jism sulagtaa aadhaa jal-thal hai
jaane kaisii dhuup hai kaisaa baadal hai
Hasan Abbasi
Ghazal
dhuup hii dhuup huu.n mai.n TuuT ke barso mujh par
is qadar barso mirii ruuh me.n jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
shaa.istagii-e-Gam ke sabab aa.nkho.n ke sahraa
namnaak to ho jaate hai.n jal-thal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
Faheem Jogapuri
Ghazal
kar ga.e ashk mirii aa.nkh ko jal-thal kyaa kyaa
ab ke barsaa hai tirii yaad kaa baadal kyaa kyaa
Saleem Betab
Doha
aa.ngan hai jal-thal bahut diivaaro.n par ghaas
ghar ke andar bhii milaa 'shaahid' ko banvaas
Shahid Meer
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
baarish vo barastii hai ki bhar jaate hai.n jal-thal
dekho to kahii.n abr kaa Tuk.Daa nahii.n hotaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
baras kuchh aur mirii jaan TuuT ke mujh par
ye KHitta jism kaa jal-thal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer Nayab
Ghazal
TuuT kar andar se bikhre aur ham jal-thal hu.e
tujh se jab bichh.De to itnaa ro.e ham baadal hu.e
Siddiqa Shabnam
Ghazal
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
dil vo majzuub muGannii ki jalaa detaa hai
ek hii aah se har KHvaab ko jal-thal kar ke