SEARCH RESULTS
Showing search results for "thal"
Ghazal MATCHES FOR "thal"
Ghazal
dhuup hii dhuup huu.n mai.n TuuT ke barso mujh par
is qadar barso mirii ruuh me.n jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
shaa.istagii-e-Gam ke sabab aa.nkho.n ke sahraa
namnaak to ho jaate hai.n jal-thal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
baarish vo barastii hai ki bhar jaate hai.n jal-thal
dekho to kahii.n abr kaa Tuk.Daa nahii.n hotaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mere ashko.n ne ka.ii aa.nkho.n me.n jal-thal kar diyaa
ek paagal ne bahut logo.n ko paagal kar diyaa
Rahat Indori
Ghazal
bayaan-e-haal mufassal nahii.n hu.aa ab tak
jo mas.ala thaa vahii hal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
dil vo majzuub muGannii ki jalaa detaa hai
ek hii aah se har KHvaab ko jal-thal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
raat jal-thal mirii aa.nkho.n me.n utar aayaa thaa
suurat-e-abr ko.ii TuuT ke barsaa hogaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
vo havaa thii shaam hii se raste KHaalii ho ga.e
vo ghaTaa barsii ki saaraa shahr jal-thal ho gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
KHam-cham tamaam apnaa bas ik us ke dam se thaa
vo kyaa gayaa ki aag bhii paanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aa kar giraa thaa ko.ii parinda lahuu me.n tar
tasviir apnii chho.D gayaa hai chaTaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
soch rahaa thaa likh duu.n dil kii baat use
phir sochaa dil to paagal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
terii saa.nse.n mujh tak aate baadal ho jaa.e.n
mere jism ke saare ilaaqe jal-thal ho jaa.e.n