SEARCH RESULTS
Showing search results for "tishnagaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tishnagaa.n"
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
kal tere tishnagaa.n se ye kyaa mo.ajaza hu.aa
dariyaa pe ho.nT rakkhe to dariyaa tamaam-shud
Hasan Abbas Raza
Ghazal
tahriir kar rahaa hai abhii haal-e-tishnagaa.n
phir is ke baad vo sar-e-mimbar bhii aa.egaa
Ameer Qazalbash
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tishnagaa.n"
Ghazal
chashm-e-rahm ai saaqii-e-kausar ki ab miltaa nahii.n
tishnagaan-e-karbalaa ke naam par paanii mujhe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
KHushk ho.nTo.n ke sahaare mujh ko pahchaanaa gayaa
bazm-e-saaqii me.n hujuum-e-tishnagaa.n hote hu.e
Nazir Siddiqi
Ghazal
na jaane kis tarah tai hogaa tishnagaan-e-karam se
vo marhala ki jahaa.n arz-e-haal be-adabii hai
Azeem Murtaza
Ghazal
Bashir Farooqi
Ghazal
merii sairaabii bhii merii tishnagii se kam na thii
mai.n misaal-e-abr aayaa suurat-e-sahraa gayaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
shauq ke dasht kho ga.e shahr saraab ho ga.e
baarish-e-zar hu.ii bahut halqa-e-tishnagaa.n bujhaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
kyuu.n na ho fikr-o-KHayaal-e-tishnagaa.n
band mujh me.n pyaas kaa dariyaa bhii hai
