SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu adab magazines"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "urdu adab magazines"
Ghazal
muKHaalif hu.e log urdu ke phir bhii
jahaa.n bhar me.n rutba hai urdu adab ka
Anwar Khan Anwar
MORE MATCHES FOR "urdu adab magazines"
Nazm
mushaera
hamaare shahr me.n urdu adab kaa da.nggal hai
ye shahar sher kaa aur shaa.ero.n kaa jangal hai
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
chaashnii urdu adab kii kam nahii.n hogii kabhii
ham buzurgo.n ke qalam ko thaam kar likhte rahe
Irfan Abidi mantvi
Mazahiya
sab se ba.De muhaqqiq karte the ye tamaashaa
qabro.n se khii.nchte the urdu adab kaa laasha
Asrar jamayee
Ghazal
adab kii mahfile.n aabaad hai.n dam se hamaare hii
hamaaraa baaG hai urdu adab 'baasir' fasaahat kaa
Basir Tonki
Ghazal
zamaana urdu adab ko bhulaa na paa.egaa
banaa rahe hai.n vo tasviir apne haath se ham
Qadir Siddiqi
Mazahiya
urdu adab me.n jo bhii hamaaraa maqaam hai
ustaad-e-mohtaram ke vo bheje kaa kaam hai
Saghar Khayyami
Quote
Intizar Hussain
Sher
urdu adab me.n jo bhii hamaaraa maqaam hai
ustaad-e-mohtaram ke vo bheje kaa kaam hai
Saghar Khayyami
Nazm
iqbaal-e-jurm
urdu adab se shaa'irii se kuchh shaGaf nahii.n
is fan se aur KHayaal se mai.n baa-sharaf nahii.n