SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaa.o.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vafaa.o.n"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jab us kii vafaa.o.n pe yaqii.n tum ko nahii.n hai
'hasrat' ko nigaaho.n se giraa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Nazm
aaKHiri KHat
shaayad mirii turbat ko bhii Thukraa ke chalogii
shaayad mirii be-suud vafaa.o.n pe ha.nsogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii Gam kii aa.ndhii jinhe.n chhuu na paa.e
vafaa.o.n ke ham vo nasheman banaa de.n
Sudarshan Faakir
PAGE MATCHES FOR "vafaa.o.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vafaa.o.n"
Sher
vafaa.o.n ke badle jafaa kar rahe hai.n
mai.n kyaa kar rahaa huu.n vo kyaa kar rahe hai.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Purnam Allahabadi
Sher
rishto.n kaa e'tibaar vafaa.o.n kaa intizaar
ham bhii charaaG le ke havaa.o.n me.n aa.e hai.n
Nida Fazli
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kuchh kamii apnii vafaa.o.n me.n bhii thii
tum se kyaa kahte ki tum ne kyaa kiyaa