Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Wafa Naqvi's Photo'

Wafa Naqvi

1983 | Aligarh, India

One of the representatives of the new generation of poets and fiction writers

One of the representatives of the new generation of poets and fiction writers

Wafa Naqvi

Ghazal 36

Sher-o-Shayari 18

zamīñ uThegī nahīñ āsmāñ jhukegā nahīñ

anā-parast haiñ donoñ ke ḳhāndān bahut

zamin uThegi nahin aasman jhukega nahin

ana-parast hain donon ke KHandan bahut

ek rang meñ jiine hunar sīkhā hai

ham se har baat pe chehra nahīñ badlā jaatā

ek hi rang mein jine ka hunar sikha hai

hum se har baat pe chehra nahin badla jata

  • Share this

bas ek pal tamannā-e-vasl ḳhātir

tamām 'umr lagā ga.ī sañvarne meñ

bas ek pal ki tamanna-e-wasl ki KHatir

tamam 'umr laga di gai sanwarne mein

chhupā rahtā hai dast-e-ārzū ḳhuddār logoñ

baḌī mushkil se apnī zaat iz.hār karte haiñ

chhupa rahta hai dast-e-arzu KHuddar logon ka

baDi mushkil se apni zat ka izhaar karte hain

is bhiiḌ meñ duniyā ham tum na bichhaḌ jaa.eñ

maiñ tum pe nazar rakkhūñ tum mujh pe nazar rakhnā

is bhiD mein duniya ki hum tum na bichhaD jaen

main tum pe nazar rakkhun tum mujh pe nazar rakhna

  • Share this

Short story 2

 

More Poets From "Aligarh"

Recitation

Speak Now