SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqt-e-nazaa.a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaqt-e-nazaa.a"
Ghazal
diidaar vaqt-e-naz.a mayassar hu.aa to kyaa
ab maa.il-e-karam vo sitamgar hu.aa to kyaa
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
mat baiTh vaqt-e-naz.a tuu yaa.n ai hasii.n bahut
ulfat na kar tuu aah dam-e-vaapsii.n bahut
Meer Sher Ali Afsos
Sher
aa jaa.e.n vaqt-e-naz.a to mai.n un ko dekh luu.n
armaan ko.ii dil me.n ab is ke sivaa nahii.n
Nwab Saif Ali Sayyaf
Ghazal
baalii.n pe vaqt-e-naz.a ko.ii sharmsaar hai
ai zindagii palaT ki tiraa intizaar hai
Iqbal Husain Rizvi Iqbal
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "vaqt-e-nazaa.a"
MORE MATCHES FOR "vaqt-e-nazaa.a"
Ghazal
hai vaqt-e-naz.a zaalim baalii.n pe dekh kar
dam to.Dtaa hai kaise diivaana zindagii kaa
Anwar Saharanpuri
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a tabassum thaa mere ho.nTo.n par
yuu.n mere saamne aa.ii qazaa saliiqe se
Shan Bharti
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a miraa chaaraagar samajh paayaa
bas ek lafz mohabbat kaa thaa davaa merii
Hina Rizvi
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a miraa chaaraagar samajh paayaa
bas ek lafz mohabbat kaa thaa davaa merii
Hina Rizvi
Ghazal
mai.n huu.n aasii mu.nh me.n mere vaqt-e-naz.a
daaman-e-tar ko nicho.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
gar tuu kisii bahaane aa jaa.e vaqt-e-naz.a
zaalim kare.n hazaar bahaane qazaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a hai kyaa nazr duu.n mai.n
ab aa.e ho yahaa.n jab kuchh nahii.n hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a vo aa.e qariib 'azkaa' ke
qazaa bhii lagne lagii us ko zindagii kii tarah
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
mai.n ne kahaa ye un se jab aa.e vo vaqt-e-naz.a
hai aaKHirii savaal miraa maan jaa.iye