SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqt-e-nazaa.a"
Ghazal MATCHES FOR "vaqt-e-nazaa.a"
Ghazal
diidaar vaqt-e-naz.a mayassar hu.aa to kyaa
ab maa.il-e-karam vo sitamgar hu.aa to kyaa
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
mat baiTh vaqt-e-naz.a tuu yaa.n ai hasii.n bahut
ulfat na kar tuu aah dam-e-vaapsii.n bahut
Meer Sher Ali Afsos
Ghazal
baalii.n pe vaqt-e-naz.a ko.ii sharmsaar hai
ai zindagii palaT ki tiraa intizaar hai
Iqbal Husain Rizvi Iqbal
Ghazal
hai vaqt-e-naz.a zaalim baalii.n pe dekh kar
dam to.Dtaa hai kaise diivaana zindagii kaa
Anwar Saharanpuri
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a tabassum thaa mere ho.nTo.n par
yuu.n mere saamne aa.ii qazaa saliiqe se
Shan Bharti
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a miraa chaaraagar samajh paayaa
bas ek lafz mohabbat kaa thaa davaa merii
Hina Rizvi
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a miraa chaaraagar samajh paayaa
bas ek lafz mohabbat kaa thaa davaa merii
Hina Rizvi
Ghazal
mai.n huu.n aasii mu.nh me.n mere vaqt-e-naz.a
daaman-e-tar ko nicho.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
gar tuu kisii bahaane aa jaa.e vaqt-e-naz.a
zaalim kare.n hazaar bahaane qazaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye vaqt-e-naz.a hai kyaa nazr duu.n mai.n
ab aa.e ho yahaa.n jab kuchh nahii.n hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a vo aa.e qariib 'azkaa' ke
qazaa bhii lagne lagii us ko zindagii kii tarah
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
mai.n ne kahaa ye un se jab aa.e vo vaqt-e-naz.a
hai aaKHirii savaal miraa maan jaa.iye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a nazar aa rahaa hai vo ma.abuud
jo ham ko yaad na aayaa bharii javaanii me.n
Majaz Jaipuri
Ghazal
ki vaqt-e-nazaa.a nikaltii hai ruuh jis tarah
vo mere jism se is tarah se ravaanaa hu.aa
Mohammad Owais
Ghazal
allaah kaa shukr hai ki kha.Daa hai ko.ii qariib
mushkil ko vaqt-e-naz.a kii aasaa.n kiye hu.e
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
jaa.n-kandanii me.n dekh ke puuchhaa kisii se yuu.n
ye vaqt-e-naz.a hai ki dam-e-ehtizaar hai
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
ban sa.nvar kar aa.e hai.n vo pursish-e-biimaar ko
le rahe hai.n vaqt-e-naz.a imtihaan-e-aarzuu