SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasl-e-aduu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vasl-e-aduu"
Ghazal
gavaah-e-vasl-e-aduu sar jhukaa ke dekh na lo
ye band band judaa hai.n qabaa ke dekh na lo
Muztar Khairabadi
Ghazal
kal shab-e-vasl-e-aduu 'lutf' to aaya hogaa
rashk se aap se shaayad ki milaa ho ki na ho
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
PAGE MATCHES FOR "vasl-e-aduu"
MORE MATCHES FOR "vasl-e-aduu"
Ghazal
jaagtaa meraa nasiiba jo shab-e-vasl-e-aduu
paasbaa.n ye to tiraa diida-e-bedaar na thaa
Nashtar Chaprawi
Ghazal
gayaa mai.n is liye le kar payaam-e-vasl-e-aduu
ki un kii diid kaa baa.is payambarii ho jaa.e
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ranj-e-hijraa.n Gam-e-furqat alam-e-vasl-e-aduu
dam ke hai.n saath mire jaa.e.nge dam jaane se
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
ranj kyaa vasl-e-aduu kaa jo ta'alluq hii nahii.n
mujh ko vallaah ha.nsaataa hai rulaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai shab-e-vasl-e-aduu aur zamaana mahjuur
kyuu.n na bistar ke liye gul kii jagah KHaar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
mai.n aur roz-e-vasl-e-aduu aur shab-e-firaaq
yahaa.n aasmaa.n na thaa ki vahaa.n aasmaa.n na thaa