SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasl-e-aduu"
Ghazal MATCHES FOR "vasl-e-aduu"
Ghazal
gavaah-e-vasl-e-aduu sar jhukaa ke dekh na lo
ye band band judaa hai.n qabaa ke dekh na lo
Muztar Khairabadi
Ghazal
kal shab-e-vasl-e-aduu 'lutf' to aaya hogaa
rashk se aap se shaayad ki milaa ho ki na ho
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
vo zikr-e-va.ada-e-vasl-e-aduu pe kahte hai.n
zaruur mai.n ne kiyaa bizzaruur mai.n ne kiyaa
Nooh Narvi
Ghazal
jaagtaa meraa nasiiba jo shab-e-vasl-e-aduu
paasbaa.n ye to tiraa diida-e-bedaar na thaa
Nashtar Chaprawi
Ghazal
gayaa mai.n is liye le kar payaam-e-vasl-e-aduu
ki un kii diid kaa baa.is payambarii ho jaa.e
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ranj-e-hijraa.n Gam-e-furqat alam-e-vasl-e-aduu
dam ke hai.n saath mire jaa.e.nge dam jaane se
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
ranj kyaa vasl-e-aduu kaa jo ta'alluq hii nahii.n
mujh ko vallaah ha.nsaataa hai rulaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai shab-e-vasl-e-aduu aur zamaana mahjuur
kyuu.n na bistar ke liye gul kii jagah KHaar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
mai.n aur roz-e-vasl-e-aduu aur shab-e-firaaq
yahaa.n aasmaa.n na thaa ki vahaa.n aasmaa.n na thaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Gamza-o-naaz-o-adaa mehr-o-vafaa jaur-o-jafaa
sab ke sab KHaana-bar-andaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vasl me.n achchhii tarah jab baada-paimaa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hazaar sharm karo vasl me.n hazaar lihaaz
na nibhne degaa dil-e-zaar o be-qaraar lihaaz