SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasl-e-sham.a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vasl-e-sham.a"
Ghazal
zamaan-e-hijr na palTaa na vasl-e-yaar hu.aa
nasiib me.n hai mire hisse intizaar aa.e
Shama Bhalisi
Ghazal
da.avaa thaa jin ko apnii masiihaa.ii par bahut
ai 'sham.a' un ke ham ne karam aazmaa liye
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
ai 'sham.a' kis ne dii thii tujhe aisii bad-du.aa
ghar me.n ko.ii charaaG na jaltaa dikhaa.ii de
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
vo shaKHs aayaa thaa ai 'sham.a' le ke mausam-e-gul
use KHabar hii na thii dard meraa zevar thaa
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
Syeda Nafis Bano shama
MORE MATCHES FOR "vasl-e-sham.a"
Ghazal
'sham.a' itnaa to kabhii us kii samajh me.n aa.e
Duubtii kashtii kaa saahil se taqaaza kyaa hai
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
qariib o duur ko.ii shola-e-navaa bhii nahii.n
ye kin andhero.n me.n haatho.n se sham.a-daan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHallaaq-e-husn-o-ishq ba.Daa dil-navaaz hai
taKHliiq-e-sham.a hote hii parvaana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
taabaa.n misaal-e-sham.a hai.n faanuus-e-nuur se
har-chand paa.icho.n me.n hai.n mastuur pi.nDliyaa.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
sar kaTaa kar sifat-e-sham.a jo mar jaate hai.n
naam raushan vahii aafaaq me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
parvaana vasl-e-sham.a pe detaa hai apnii jaa.n
kyuu.nkar rahe dil us ke ruKH-e-aatishii.n se duur