SEARCH RESULTS
Showing search results for "yalgaar-e-vaqt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yalgaar-e-vaqt"
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
kabhii to saath ye aasiib-e-vaqt chho.Degaa
KHud apne saa.e ko bhii dekhnaa to Dar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
MORE MATCHES FOR "yalgaar-e-vaqt"
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nidaa-e-vaqt KHabar-daar kar ga.ii mujh ko
ga.e jo koh-e-nidaa par vo be-KHabar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kaaT dii vaqt ne zanjiir-e-ta.alluq kii ka.Dii
ab musaafir ko ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
duniyaa me.n rahe silsila-e-husn mujhe kyaa
ai vaqt miraa ahd-e-tamannaa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
shauq-e-safar to hai dil-e-pur-ishtiyaaq ko
ho jaa.e muzmahil na ye vaqt-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ye vaqt kaa hai taqaaza ki hai fareb-e-nazar
ki beTaa baap ke qad se ba.Daa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mai.n yuu.n be-kaar na hotaa kisii patthar kii tarah
vaqt ke paas agar tesha-e-aazar hotaa