SEARCH RESULTS
Showing search results for "yargamaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yargamaal"
Ghazal
Zia Zameer
Ghazal
mai.n vus.ato.n kaa talabgaar apne ishq me.n huu.n
vo merii zaat me.n ik yarGamaal chaahtii hai
Ghalib Ayaz
Ghazal
Ahmad Kamal Hashmi
Nazm
ana aur mohabbat
vo yak-ba-yak shadiid yuurishe.n hu.ii.n
mire sabhii havaas us ke yarGamaal ho ga.e
Khalid Mubashshir
Ghazal
khulaa ye raaz rihaa.ii ke baa'd hii mujh par
banaayaa us ne mujhe yarGamaal mere liye
Hamdam Kashmiri
MORE MATCHES FOR "yargamaal"
Ghazal
KHayaal-e-kohna muqayyad hai terii socho.n me.n
rihaa.ii de ki sazaa yarGamaal saamne hai
Rahi Fidai
Ghazal
ab aa ke sar-niguu.n bhii ho.ii hai.n huzuur me.n
jab un ke paas kuchh na rahe yarGamaal bhii
Anisur Rahman
Ghazal
zamaane bhar ke dukho.n se rihaa.ii milne lagii
tirii nazar kaa ko.ii yarGamaal hone lagaa
Yawar Azeem
Ghazal
us kii jabii.n pe is liye pa.Dtii nahii.n shikan
dil maal-e-yarGamaal na kal thaa na aaj hai
Shamim Shahzad
Ghazal
dil kaa aa.iinaa ab in kaa chehraa nahii.n
aap apne hai.n ab yarGamaal aadmii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
banaa ke rakkhaa hai duniyaa ne yarGamaal mujhe
KHudaa-e-paak yahaa.n se tuu ab nikaal mujhe
Shahid Jamal
Ghazal
biim-o-rajaa me.n qaid har ik maah-o-saal hai
jaise ye zindagii bhii ko.ii yarGamaal hai