SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaaviye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaaviye"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
idhar se dekhe.n to apnaa makaan lagtaa hai
ik aur zaaviye se aasamaan lagtaa hai
Shamsur Rahman Faruqi
Sher
is zaaviye se pe.D lagaayaa hai bhaa.ii ne
aataa nahii.n zaraa saa bhii saaya mirii taraf
Moin Shadab
PAGE MATCHES FOR "zaaviye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaaviye"
Sher
us zaaviye se dekhiye aa.iina-e-hayaat
jis zaaviye se mai.n ne lagaayaa hai dhuup me.n
Tahir Faraz
Sher
aataa rahaa huu.n yaad mai.n us ko tamaam umr
is zaaviye se ishq me.n naakaam kab hu.aa
Sardar Asif
Ghazal
kahaa.n ruke.nge musaafir na.e zamaano.n ke
badal rahaa hai junuu.n zaaviye u.Daano.n ke
Shakeb Jalali
Sher
kyaa us se bichha.Dte ki mile hii na the jis se
ik-tarfa mohabbat ke bhii hai.n zaaviye kyaa kyaa
Riasath Ali Asrar
Ghazal
terii jhalak nigaah ke har zaaviye me.n hai
dekhuu.n to shakl apnii mire aa.ine me.n hai
Muzaffar Warsi
Sher
pa.Dne lage jo zor havas kaa to kyaa nigaah
har zaaviye se jism nikaltaa dikhaa.e de
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
kabhii apnii aa.nkh se zindagii pe nazar na kii
vahii zaaviye ki jo 'aam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
mirii nigaah kisii zaaviye pe Thahre bhii
mai.n dekh saktaa huu.n had-e-nazar se aage bhii
Tariq Naeem
Ghazal
KHayaal-o-fikr ke kuchh zaaviye talaash karo
Gazal kaho to na.e qaafiye talaash karo
Wasif Farooqi
Sher
jab aa.ii saa.at-e-be-taab terii be-libaasii kii
to aa.iine me.n jitne zaaviye the rah ga.e jal kar
