SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabt-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zabt-e-ishq"
Sher
maqaam-e-zabt Gam-e-ishq me.n vo paidaa kar
ki tuu KHushii ko na tarse tujhe KHushii tarse
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
ai 'daaG' dil hii dil me.n ghule zabt-e-'ishq se
afsos shauq-e-naal-o-faryaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
maza to jab hai ki ai sabr-o-zabt-e-ishq ik din
vo KHud salaam kare jo miraa salaam na le
Shamim Jaipuri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
zabt-e-ashk
ज़ब्त-ए-अश्क ضَبْطِ اَشْک
आँसू रोकना।।
Arabic, Persian
haasil-e-zabt-e-Gam-e-'ishq
हासिल-ए-ज़ब्त-ए-ग़म-ए-'इश्क़ حاصِلِ ضَبْطِ غَمِ عِشْق
result of bearing the pain of love, outcome of agony of love
MORE MATCHES FOR "zabt-e-ishq"
Sher
'ishq' raushan thaa vahaa.n diida-e-aahuu se charaaG
mai.n jo yak raat gayaa qais ke kaashaane me.n
Ishq Aurangabadi
Ghazal
josh-e-junuu.n se kuchh na chalii zabt-e-ishq kii
sau sau jagah se aaj garebaa.n nikal gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
husn is daur me.n arzaa.n hai sar-e-kuucha-o-baam
ishq ab parda-nashiino.n kii tarah miltaa hai
Zabt Ansari
Ghazal
KHuluus-e-ishq kii mahruumiyaa.n ma.aaz-allaah
mai.n umr bhar tahii-daaman bhare chaman me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
manzil-e-ishq na tai hovii ba-qaul-e-'saudaa'
mil ga.e KHaak me.n yaa.n paa.nv ke dharte dharte
Ishq Aurangabadi
Ghazal
apne ruuThe ko manaanaa 'zabt' go aasaa.n nahii.n
hai taqaazaa-e-mohabbat le.n na ghabraane kaa naam
Zabt Sitapuri
Ghazal
kamaal-e-shauq me.n manzil se qurb ho to gayaa
mazaa to jab hai ki raftaar tez-tar ho jaa.e
Zabt Sitapuri
Ghazal
'ishq kii aag me.n ab sham' saa jal jaa.uu.ngaa
tujh lagan biich qadam gaa.D na Tal jaa.uu.ngaa
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Ishq Azimabadi
Ghazal
buto.n ke ishq me.n barbaad ho ga.e lekin
jahaan-e-'ishq kii ik yaadgaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
mai.n kar chukaa thaa zabt Gam-e-ishq ko magar
luuTaa miraa sukuun dil-e-be-qaraar ne