SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahe-nasiib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zahe-nasiib"
Sher
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
zahe-nasiib ki un kii ko.ii KHabar aa.ii
a.ndheraa duur hu.aa raushnii nazar aa.ii
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
zahe-nasiib vo pursaa.n hai.n Gam ke maaro.n ke
mizaaj arsh pe hai.n aaj dil-figaaro.n ke
Afsar Azri
Ghazal
un se zahe-nasiib mulaaqaat ho ga.ii
bole bhii kuchh nahii.n to ba.Dii baat ho ga.ii
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
zahe nasiib ki imkaan-e-ziist ab tak hai
tumhaaraa hijr hii unvaan-e-ziist ab tak hai
Abu Hurrairah Abbasi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zahe-nasiib"
Ghazal
zahe-nasiib havaadis me.n bhii nahii.n TuuTaa
tiraa Guruur tiraa iftiKHaar ya.anii mai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
zahe nasiib me.n qurbaan apnii qismat ke
tire liye mirii duniyaa tamaam hotii hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
zahe nasiib miraa fan maqaam paa hii gayaa
hasiin ho.nT mire giit gungunaane lage
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
zahe-nasiib ki us ko miraa KHayaal aayaa
magar ye baat haqiiqat nahii.n tamannaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
zahe nasiib ki lau de uThii hai taariikii
sukuut bol pa.Daa hai yaqii.n nahii.n aataa
Raj Kumar Qais
Ghazal
vo aa.e mere tasavvur me.n shukriya un kaa
zahe-nasiib miraa jazb raa.egaa.n na hu.aa
Kashfi Lucknavi
Ghazal
vafaa kaa zikr chale qurbato.n kii baat chale
zahe-nasiib agar vo hamaare saath chale
Ahmad Adil
Ghazal
hariim-e-zaat ke parde me.n justujuu yaaraa.n
zahe-nasiib mujhe merii aarzuu yaaraa.n
Jafar Raza
Ghazal
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa