SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarKHez"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zarKHez"
Sher
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dafn ho jaa.e.n ki zarKHez zamii.n lagtii hai
kal isii miTTii se shaayad mirii shaaKHe.n nikle.n
Gulzar
BOOKS MATCHES FOR "zarKHez"
MORE MATCHES FOR "zarKHez"
Ghazal
ye zamii.n zarKHez hogii KHuun pii kar aur bhii
khetiyaa.n uglaa kare.ngii la.al-o-gauhar aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
e.Diyaa.n maar ke zaKHmii bhii hu.e log magar
ko.ii chashma nahii.n zarKHez zamii.n se niklaa
Azlan shah
Nazm
kaise Tahalta hai chand
mai.n harii-bharii pyaas se zarKHez ho jaatii huu.n
aur phuulo.n ko miTTii me.n dabaane lagtii huu.n
Sara Shagufta
Nazm
wo mar chuka hai
hamaarii KHvaahish vo duudh ban kar
hamaarii zarKHez chhaatiyo.n kii namii me.n utre
Sarmad Sahbai
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
kis kii talvaar thii aa.iina zamaane ke liye
kis ne zarKHez shujaa.at ke sitaare bo.e
Adil Mansuri
Ghazal
palko.n pe ko.ii phuul nahii.n hai to ajab kyaa
kahne ko to miTTii mirii zarKHez bahut hai
Abbas Tabish
Ghazal
misaal-e-aasmaa.n hai vo mujhe zarKHez kartaa hai
mujhe zarKHez kartaa hai misaal-e-aasmaa.n hai vo
Anees Ansari
Ghazal
mai.n aise KHitta-e-zarKHez kaa makii.n huu.n jahaa.n
sanam-taraash ko patthar baham nahii.n hotaa