SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-aazmaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zarf-aazmaa"
Ghazal
vo sab se pahle miraa zarf aazmaa ke milaa
phir is ke baa'd milaa to nazar jhukaa ke milaa
Shad Nimbahedi
Ghazal
har ik nazar hai yahaa.n zarf-aazmaa 'muKHtaar'
qadam uThaane se pahle qadam ko tolaa kar
Makhdoom Zada Mukhtar Usmani
MORE MATCHES FOR "zarf-aazmaa"
Ghazal
vo jaam-e-mai ho ki ho jaam-e-angabii.n 'ehsaa.n'
chale jo daur bhii vo zarf aazmaa ke chale
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
rindo.n kaa zarf saaqii tuu dekh aazmaa ke
gar zahar bhii ataa ho pii le.nge muskuraa ke
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
lave.n charaaG-e-vafaa kii ba.Dhaa ke dekhte hai.n
ham apnaa zarf-e-nazar aazmaa ke dekhte hai.n
Mohsin Ummeedi Burhanpuri
Ghazal
hamii se jang hamii se amaan-e-jaa.n kii talab
hamaare zarf ko phir aazmaa rahaa hai ko.ii
Hasrat Deobandi
Ghazal
shikast-e-dil kaa fasaana sunaa ke dekhuu.ngaa
mai.n zarf-e-husn ko bhii aazmaa ke dekhuu.ngaa
Sardar Khan Soz
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
mujh ko bhii barq-e-husn kisii din dikhaa ke dekh
meraa bhii zarf-e-ishq zaraa aazmaa ke dekh
Wakeel Bhopali
Ghazal
nigaah-e-naaz se bijlii giraa ke dekho to
hamaaraa zarf kabhii aazmaa ke dekho to