SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-nazaaraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zauq-e-nazaaraa"
Sher
zauq-e-nazzaara usii kaa hai jahaa.n me.n tujh ko
dekh kar bhii jo liye hasrat-e-diidaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zauq-e-nazzaara liye ham bhii KHabar tak aa.e
shab ke pahluu se uThe aur sahar tak aa.e
Khalid Jamal
Sher
ishq kaa zauq-e-nazaara muft me.n badnaam hai
husn KHud be-taab hai jalva dikhaane ke liye
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
garmii-e-zauq-e-nazaara se nahii.n ashk ravaa.n
asl me.n hai ye pasiina mirii biinaa.ii kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
khulte hii bahr me.n uf phuuT ga.ii chashm-e-habaab
naa-gahaa.n silsila-e-zauq-e-nazaaraa TuuTaa
Azeez Mubarakpur
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
zauq-e-nazzaara
ज़ौक़-ए-नज़्ज़ाराذَوقِ نَظّارَہ
Persian
pleasure of the spectacle, sweet taste of sight, enjoyment of seeing a dear one, pleasure of the spectacle
MORE MATCHES FOR "zauq-e-nazaaraa"
Ghazal
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
mulaahiza ho mohabbat kaa zauq-e-nazzaara
jo aashkaar thaa vo aashkaar ho na sakaa
Makhmoor Jalandhari
Nazm
dard-e-mushtarak
ek jhulse hu.e ehsaas ko ThanDak baKHshuu.n
aur kaunain ko phir zauq-e-nazaara de duu.n
Qateel Shifai
Ghazal
saazgaar aane lagii thii hame.n KHalvat lekin
jii me.n kyaa aa.ii ki phir zauq-e-nazaaraa chamkaa
Rabab Rashidi
Ghazal
zauq-e-nazzaara abhii KHaam hai apnaa 'zamzam'
har nazar haasil-e-tanviir bhii ho saktii hai