SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-nazaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "zauq-e-nazaaraa"
Ghazal
zauq-e-nazzaara liye ham bhii KHabar tak aa.e
shab ke pahluu se uThe aur sahar tak aa.e
Khalid Jamal
Ghazal
garmii-e-zauq-e-nazaara se nahii.n ashk ravaa.n
asl me.n hai ye pasiina mirii biinaa.ii kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
khulte hii bahr me.n uf phuuT ga.ii chashm-e-habaab
naa-gahaa.n silsila-e-zauq-e-nazaaraa TuuTaa
Azeez Mubarakpur
Ghazal
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
mulaahiza ho mohabbat kaa zauq-e-nazzaara
jo aashkaar thaa vo aashkaar ho na sakaa
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
saazgaar aane lagii thii hame.n KHalvat lekin
jii me.n kyaa aa.ii ki phir zauq-e-nazaaraa chamkaa
Rabab Rashidi
Ghazal
zauq-e-nazzaara abhii KHaam hai apnaa 'zamzam'
har nazar haasil-e-tanviir bhii ho saktii hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
machal rahaa hai mire dil me.n zauq-e-nazzaara
yahii.n mai.n tuur banaa duu.n agar ijaazat ho
Betab Amrohvi
Ghazal
zauq-e-nazzaara pur-asraar chaman ke ruKH se
rang-o-nik.hat ke hijaabaat uThaa detaa hai
Zaheer Nashad Darbhangwi
Ghazal
tere jalvo.n kaa bharam khol hii detaa lekin
chashm-e-biinaa to milii zauq-e-nazaara na milaa
Mukhtar Ashiqi Jaunpuri
Ghazal
zauq-e-nazaara se KHud jis ne navaazaa thaa mujhe
vo nazar mujh se ab anjaan hu.ii jaatii hai
Kamal Seetapuri
Ghazal
tishnagii zauq-e-nazaara kii vahii hai ki jo thii
yuu.n nazar se ka.ii rangiin samaa.n guzre hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
diid kii hasrat thii muusaa zauq-e-nazzaara na thaa
varna apne aa.ine me.n un kaa jalva dekhte
Habeeb Jaunpuri
Ghazal
zauq-e-nazzaara pe hai azmat-e-jalva mauquuf
dilkashii varna ko.ii jalva-e-jaanaa.n me.n nahii.n
Athar Ziai
Ghazal
ye hasrat-e-diidaar nikal jaa.e na jab tak
ai zauq-e-nazaara tujhe kam hone na de.nge
Abdur Rauf Makhfi
Ghazal
zauq-e-nazar ko izn-e-nazaara na mil sakaa
tanhaa kabhii vo anjuman-aaraa na mil sakaa