SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-nazaaraa"
Nazm MATCHES FOR "zauq-e-nazaaraa"
Nazm
dard-e-mushtarak
ek jhulse hu.e ehsaas ko ThanDak baKHshuu.n
aur kaunain ko phir zauq-e-nazaara de duu.n
Qateel Shifai
Nazm
jashn-e-id
hamaare zauq-e-nazaara ko 'iid ke din bhii
kahii.n pe saaya-e-zulmat kahii.n pe nuur milaa
Shakeb Jalali
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
funun-e-latifa
ai ahl-e-nazar zauq-e-nazar KHuub hai lekin
jo shai kii haqiiqat ko na dekhe vo nazar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ye kaif-o-ra.ng-e-nazaara ye bijliyo.n kii lapak
ki jaise krishn se raadhaa kii aa.nkh ishaare kare
Firaq Gorakhpuri
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
begaana-sifat jaada-e-manzil se guzar jaa
har chiiz sazaa-vaar-e-nazaara nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo harf-e-tanha
hame.n mu.arraa ke KHvaab de do
(ki sab ko baKHshe.n ba-qadr-e-zauq-e-nigah tabassum)
Noon Meem Rashid
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na zauq-e-teG-e-naaz hai na shauq-e-naavak-e-nazar
na naala-e-hazii.n-rasaa na aah-e-sard me.n asar
Qaisar Amravatwi
Nazm
ai nai nasl
yahii.n nikhraa thaa zauq-e-naGma-garii
yahii.n utraa thaa sher kaa ilhaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
dimak
haasil-e-biinaa.ii o zauq-e-nazar
baa.ndhtaa hai vahm o taKHmiin o gumaa.n ke kuchh hisaar