SEARCH RESULTS
Showing search results for "zirah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zirah"
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-sipaahii hai vo us kii zirah laa-ilaah
saaya-e-shamshiir me.n us kii panah laa-ilaah
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n jo paikaar me.n andar kii huu.n be-teG-o-zirah
aaKHirash kaun hai jo siina-sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "zirah"
MORE MATCHES FOR "zirah"
Ghazal
KHada.ng aah kaa ai falak be-tarah hai
bharosaa tuu taaro.n kii mat kar zirah kaa
Insha Allah Khan Insha
Nazm
aaKHiri harba
merii zirah-baktar ke halqe TuuTne lagte hai.n
aur bachaa.o ke har raaste par
Javed Shaheen
Ghazal
phir aaj fazaa.o.n ko matluub hai KHuu.n-rezii
baadal kii zirah pahnii shamshiir-e-sabaa Daalii
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n ne kaaGaz kii zirah jism pe pahnii hu.ii hai
aur qalam haath me.n talvaar banaa rakkhaa hai
Qasim Yaqub
Ghazal
sajan ke naavak-e-mizhgaa.n ke dil me.n haibat rakh
kiyaa hai mai.n ne ye dariyaa mane zirah-poshii
Mirza Daood Beg
Ghazal
lafzo.n se sadaa kaam liyaa mai.n ne zirah kaa
talvaar mirii aur sipar aur tarah kii
Khalid Iqbal Yasir
Nasri Nazm
mere saamaan-e-harb me.n ek zang-aaluud talvaar
aur tumhaare boso.n se sajii hu.ii zirah hai