SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-alfaaz-e-digar"
Sher MATCHES FOR "ba-alfaaz-e-digar"
Sher
Arsh Malsiyani
Sher
chaa.nd niklaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii shaam
baarish-e-nuur hai taa-hadd-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Sher
Izhar Asar
Sher
log auro.n ke garebaa.n pe nazar karte hai.n
ham yahii kaam ba-andaaz-e-digar karte hai.n
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
pahle jo kahaa ab bhii vahii kahte hai.n 'mohsin'
itnaa hai ba-andaaz-e-digar kahne lage hai.n
Mohsin Bhopali
Sher
merii duniyaa me.n abhii raqs-e-sharar hotaa hai
jo bhii hotaa hai ba-andaaz-e-digar hotaa hai
Anjum Azmi
Sher
Mohammad Abbas Safiir
Sher
Waliullah Muhib
Sher
mudda.aa gar hai to ye hai aashiq-e-dil-giir kaa
ashk me.n honaa asar kaa aah me.n taasiir kaa
Bal Mukund Besabr
Sher
is daf.a bachcha samajh kar chho.De detaa huu.n tujhe
maar Daaluu.ngaa agar baar-e-digar paidaa hu.aa
Mohammad Taha Khan
Sher
terii nigah se tujh ko KHabar hai ki kyaa hu.aa
dil zindagii se baar-e-digar aashnaa hu.aa
Qayyum Nazar
Sher
qaasid ne KHabar aamad-e-dilbar kii u.Daa dii
aayaa bhii to kam-baKHt ne be-par kii u.Daa dii
Muztar Khairabadi
Sher
har baat hai 'KHaalid' kii zamaane se niraalii
baashinda hai shaayad kisii duniyaa-e-digar kaa