SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-alfaaz-e-digar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-alfaaz-e-digar"
Ghazal
husuul-e-Gam ba-alfaaz-e-digar kuchh aur hotaa hai
dil-e-barbaad kaa azm-e-safar kuchh aur hotaa hai
Jaleel Allahabadi
Ghazal
bahut zindagii kaa bhalaa chaahtaa huu.n
ba-alfaaz-e-diigar qazaa chaahtaa huu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
KHat ke badle unhe.n kuchh phuul pahu.nch jaate hai.n
merii tahriir ba-alfaaz-e-digar jaatii hai
Hadi Mustafabadi
PAGE MATCHES FOR "ba-alfaaz-e-digar"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
ba-alfaaz-e-diigar
ब-अल्फ़ाज़-ए-दीगरبَاَلْفاظِ دِیگَر
ba-alfaaz-e-diigar
ब-अल्फ़ाज़-ए-दीगरبَہ اَلفاظِ دِیگَر
Arabic, Persian
in other words
MORE MATCHES FOR "ba-alfaaz-e-digar"
Ghazal
mire siine me.n tere tiir kaa paikaan baaqii hai
ba-alfaaz-e-digar ruudaad kaa unvaan baaqii hai
Aziz Warsi
Ghazal
jo hijr ke mausam me.n khule daaG kii suurat
vo phuul ba-alfaaz-e-digar aag kaa phal hai
Saba Naqvi
Ghazal
KHud-faroshii hai ba-alfaaz-e-digar shukr-e-karam
aadmii kuchh soch kar to haath phailaayaa kare
Shadan Indauri
Ghazal
jo buzurgo.n ne sunaa.e aur thak kar so ga.e
mai.n vahii qisse ba-alfaaz-e-digar kahtaa rahaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
nasl-o-mazhab kii ko.ii qaid nahii.n hai 'gauhar'
zikr har lab pe ba-alfaaz-e-digar teraa hai
Gauhar Usmani
Ghazal
ban gayaa be-KHud-e-nazzaara ba-alfaaz-e-digar
laaj rakh lii tire jalvo.n kii tamaashaa.ii ne