SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-alfaaz-e-digar"
Ghazal MATCHES FOR "ba-alfaaz-e-digar"
Ghazal
husuul-e-Gam ba-alfaaz-e-digar kuchh aur hotaa hai
dil-e-barbaad kaa azm-e-safar kuchh aur hotaa hai
Jaleel Allahabadi
Ghazal
bahut zindagii kaa bhalaa chaahtaa huu.n
ba-alfaaz-e-diigar qazaa chaahtaa huu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
KHat ke badle unhe.n kuchh phuul pahu.nch jaate hai.n
merii tahriir ba-alfaaz-e-digar jaatii hai
Hadi Mustafabadi
Ghazal
un ke dil par mire ashko.n kaa asar kaafii hai
ye tasavvur hii ba-alfaaz-e-digar kaafii hai
Raunaq Badauni
Ghazal
mire siine me.n tere tiir kaa paikaan baaqii hai
ba-alfaaz-e-digar ruudaad kaa unvaan baaqii hai
Aziz Warsi
Ghazal
jo hijr ke mausam me.n khule daaG kii suurat
vo phuul ba-alfaaz-e-digar aag kaa phal hai
Saba Naqvi
Ghazal
KHud-faroshii hai ba-alfaaz-e-digar shukr-e-karam
aadmii kuchh soch kar to haath phailaayaa kare
Shadan Indauri
Ghazal
jo buzurgo.n ne sunaa.e aur thak kar so ga.e
mai.n vahii qisse ba-alfaaz-e-digar kahtaa rahaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
nasl-o-mazhab kii ko.ii qaid nahii.n hai 'gauhar'
zikr har lab pe ba-alfaaz-e-digar teraa hai
Gauhar Usmani
Ghazal
ban gayaa be-KHud-e-nazzaara ba-alfaaz-e-digar
laaj rakh lii tire jalvo.n kii tamaashaa.ii ne
Shakeel Badayuni
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Paikan Chandpuri
Ghazal
gulshan me.n bandobast ba-ra.ng-e-digar hai aaj
qumrii kaa tauq halqa-e-bairuun-e-dar hai aaj
Mirza Ghalib
Ghazal
shahr dar shahr ba-andaaz-e-digar raushan hai
har taraf apnii sadaa apnaa hunar raushan hai