SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-alfaaz-e-digar"
Nazm MATCHES FOR "ba-alfaaz-e-digar"
Nazm
aarzu
mohabbat ba-nau-e-digar chaahtaa huu.n
tujhii ko tiraa naama-bar chaahtaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
sham-e-hilal-e-eid
chaa.nd niklaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii shaam
baarish-e-nuur hai taa-hadd-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Nazm
qatil-e-be-chehra
na jaane kitnii dafa aur qatl honaa hai
mujhe ba-paas-e-digar
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Nazm
etimad
aa.e.nge aur ba-andaaz-e-digar aa.e.nge
phuul hii phuul fazaa.o.n me.n bikhar jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ajnabi wadiyon mein
qalb-e-taariiKH dha.Dkaa ba-tarz-e-digar
raqs kar zindagii zindagii raqs kar
Hurmatul Ikaram
Nazm
mutazad zawiye
sail-e-bairuu.n ravaa.n ba-tarz-e-digar
aur juu-e-andaruu.n alag sii ravaa.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
naya KHun
karbalaa aaj bhii barpaa hai ba-andaaz-e-digar
dasht me.n raqs-e-shahiidaa.n kaa tamaasha na hu.aa
Qaisarul Jafri
Nazm
mahr-e-nim-shab
apne mehvar pe guzarne me.n mah-o-saal yahaa.n
niim-shab mahr nikaltaa hai ba-andaaz-e-digar
Naeem Saba
Nazm
aaj ki raat
aur kyaa chaahiye ab ai dil-e-majruuh tujhe
us ne dekhaa to ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj ki raat
daaman-e-shauq ko thaame hu.e hai.n sharm-o-hayaa
dil dha.Daktaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
zaifa
baam-o-dar par maut kaa parcham hai lahraayaa hu.aa
aa rahii hai har qadam par buu-e-anfaas-e-vabaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab saahab-e-insaaf hai KHud taalib-e-insaaf
mohr us kii hai miizaan ba-dast-e-digraa.n hai