SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajaa.e"
Sher MATCHES FOR "bajaa.e"
Sher
hai aadmii bajaa.e KHud ik mahshar-e-KHayaal
ham anjuman samajhte hai.n KHalvat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Sher
bajaa.e siine ke aa.nkho.n me.n dil dha.Daktaa hai
ye intizaar ke lamhe ajiib hote hai.n
Shahzada Gulrez
Sher
aa.ii eid va dil me.n nahii.n kuchh havaa-e-eid
ai kaash mere paas tuu aataa bajaa.e eid
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
bajaa.e mai diyaa paanii kaa ik gilaas mujhe
samajh liyaa mire saaqii ne bad-havaas mujhe
Suroor Jahanabadi
Sher
qurbaan sau tarah se kiyaa tujh par aap ko
tuu bhii kabhuu to jaan na aayaa bajaa.e iid
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
vo degree kii bajaa.e mam le kar lauT aayaa hai
milaa thaa daaKHila jis ko samundar-paar college me.n
Inam-ul-Haq Javed
Sher
bajaa.e gul mujhe tohfa diyaa babuulo.n kaa
mai.n munharif to nahii.n thaa tire usuulo.n kaa
Kabir Ajmal
Sher
Abdul Hameed Saqi
Sher
bajaa.e aab mai-e-nargisii pilaa mujh ko
Gizaa kuchh aur na baadaam ke sivaa Thahraa
Shah Naseer
Sher
dil ke bajaa.e kaise vo pahluu me.n aa gayaa
ai shaiKH-jii pa.Dhaa ye sabaq kis kitaab me.n
Mohammad Yusuf Papa
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
kahaanii KHatm hu.ii aur aisii KHatm hu.ii
ki log rone lage taaliyaa.n bajaate hu.e
Rehman Faris
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
hai ko.ii jo bataa.e shab ke musaafiro.n ko
kitnaa safar hu.aa hai kitnaa safar rahaa hai
Shahryar
Sher
bajaa kahe jise aalam use bajaa samjho
zabaan-e-KHalq ko naqqaara-e-KHudaa samjho