SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bajaa.e"
Ghazal
lailaa kaa naaqa dasht me.n taasiir-e-ishq se
sun kar fuGaan-e-qais bajaa-e-hudii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Amir Ameer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bajaa.e"
Ghazal
hai aadmii bajaa.e KHud ik mahshar-e-KHayaal
ham anjuman samajhte hai.n KHalvat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Nazm
hinDola
balaa-e-jaan mujhe ho gayaa shu.uur-e-jamaal
talaash-e-shola-e-ulfat se ye hu.aa haasil
Firaq Gorakhpuri
Sher
hai aadmii bajaa.e KHud ik mahshar-e-KHayaal
ham anjuman samajhte hai.n KHalvat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Sher
bajaa.e siine ke aa.nkho.n me.n dil dha.Daktaa hai
ye intizaar ke lamhe ajiib hote hai.n
Shahzada Gulrez
Ghazal
ab zabaa.n bhii de adaa-e-shukr ke qaabil mujhe
dard baKHshaa hai agar tuu ne bajaa.e-dil mujhe
Jigar Moradabadi
Sher
aa.ii eid va dil me.n nahii.n kuchh havaa-e-eid
ai kaash mere paas tuu aataa bajaa.e eid
Shaikh Zahuruddin Hatim
Mazahiya
ba.De Guruur se lahraa rahaa hai dum apnii
bajaa.e mo.nchho.n ke sahlaa rahaa hai dum apnii
Adil Lakhnavi
Ghazal
ma.ashuuq jaa-e-huur mile mai bajaa.e aab
mahshar me.n do savaal kare.nge KHudaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
bajaa.e yaum-e-malaamat rakhaa hai jashn miraa
mire bhii dost mujhe kis qadar banaate hai.n


