SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajaa.e"
Nazm MATCHES FOR "bajaa.e"
Nazm
hinDola
lavo.n se jin ke charaaGaa.n hu.ii thii bazm-e-hayaat
jinho.n ne hind kii tahziib ko zamaana hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
ai aligarh ai halaak-e-taabish-e-vaz.a-e-fara.ng
'thames' hai aaGosh me.n tere bajaa.e mauj-e-ga.ng
Josh Malihabadi
Nazm
shahkar
magar haa.n bench ke badle use sofe pe biThlaa de
yahaa.n mere bajaa.e ik chamaktii car dikhlaa de
Sahir Ludhianvi
Nazm
biswin sadi ka insan
mujhe na to.Do ki mai.n gul-e-tar sahii
magar os ke bajaa.e lahuu me.n tar huu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mashriq haar gaya
mai.n 'be-dil' aur 'haafiz' ke bajaa.e
'shakespeare' aur 'rilke' kii baate.n kartaa huu.n
Saleem Ahmed
Nazm
raja rani ki kahani
raajaa bolaa ''merii gu.Diyaa''
merii gu.Diyaa biin bajaa.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
gajar bajaa hukm-e-KHaamushii kaa
to chup me.n gum ho ga.ii.n sadaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
haweli
jaantaa huu.n maut kaa ham-saaz o hamdam kaun hai
kaun hai parvardigaar-e-bazm-e-maatam kaun hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hazar karo mere tan se
jise jalaa.o to sehn-e-chaman me.n dahke.nge
bajaa.e-sarv-o-saman merii haDDiyo.n ke babuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi
Daalaa hai aadmii ne har ik aadmii pe jaal
''hai aadmii bajaa.e KHud ik mahshar-e-KHayaal''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
parindon ki music conference
totaa chhe.De thap-thap tabla mainaa giit sunaa.e
ulluu jab mirda.ng bajaa.e kavvaa shor machaa.e