SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "bajaa.e"
Ghazal
lailaa kaa naaqa dasht me.n taasiir-e-ishq se
sun kar fuGaan-e-qais bajaa-e-hudii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
bajaa.e shikva bhii detaa huu.n mai.n du.aa us ko
mirii zabaa.n se karuu.n kyaa yahii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai aadmii bajaa.e KHud ik mahshar-e-KHayaal
ham anjuman samajhte hai.n KHalvat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
ab zabaa.n bhii de adaa-e-shukr ke qaabil mujhe
dard baKHshaa hai agar tuu ne bajaa.e-dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ma.ashuuq jaa-e-huur mile mai bajaa.e aab
mahshar me.n do savaal kare.nge KHudaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
bajaa.e yaum-e-malaamat rakhaa hai jashn miraa
mire bhii dost mujhe kis qadar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
KHush-haal us hariif-e-siyah-mast kaa ki jo
rakhtaa ho misl-e-saaya-e-gul sar-ba-paa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-araaz-gaah-e-'ibrat che bahaar-o-kuu tamaashaa
ki nigaah hai siyah-posh ba-'azaa-e-zindagaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'zafar' shu.uur to aayaa nahii.n zaraa bhii hame.n
bajaa.e is ke magar shaa.irii bahut aa.ii
Zafar Iqbal
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
aa.ii 'iid va dil me.n nahii.n kuchh havaa-e-iid
ai kaash mere paas tuu aataa bajaa.e 'iid