SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhotii"
Sher MATCHES FOR "dhotii"
Sher
umr-safar jaarii hai bas ye khel dekhne ko
ruuh badan kaa bojh kahaa.n tak kab tak Dhotii hai
Shahryar
Sher
qaatil ne kis safaa.ii se dho.ii hai aastii.n
us ko KHabar nahii.n ki lahuu boltaa bhii hai
Iqbal Azeem
Sher
jam gayaa KHuu.n kaf-e-qaatil pe tiraa 'miir' zi-bas
un ne ro ro diyaa kal haath ko dhote dhote
Meer Taqi Meer
Sher
baap bojh Dhotaa thaa kyaa jahez de paataa
is liye vo shahzaadii aaj tak ku.nvaarii hai
Manzar Bhopali
Sher
naam likh likh ke tiraa phuul banaane vaalaa
aaj phir shabnamii.n aa.nkho.n se varaq dhotaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
maGrib mujhe khii.nche hai to roke mujhe mashriq
dhobii kaa vo kuttaa huu.n ki jo ghaaT na ghar kaa
Abdul Aziz Khalid
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Meer Mohammadi Bedar
Sher
Afzal Parvez
Sher
chaahiye aadmii ho baar-e-ta.alluq se barii
kyuu.nki begaano.n ke yaa.n bojh ko KHar Dhote hai.n