SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhotii"
Ghazal MATCHES FOR "dhotii"
Ghazal
umr-safar jaarii hai bas ye khel dekhne ko
ruuh badan kaa bojh kahaa.n tak kab tak Dhotii hai
Shahryar
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n tere va.ade ko jab aa.nsu.o.n se dhotii huu.n
har ek lafz tiraa rang chho.Dtaa kyuu.n hai
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Anjum Ansari
Ghazal
puuchh baiThe gar kahii.n dhotii pahan.ne kaa sabab
ko.ii ham ko ye to batlaa.o ki batlaa.e.nge kyaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
aa.nkh har shab ko a.ndhero.n kii qabaa dhotii hai
KHvaab kii ret me.n suuraj kaa shajar botii hai
Rafat Shameem
Ghazal
lipaT lipaT ke mai.n us gul ke saath sotaa thaa
raqiib sub.h ko mu.nh aa.nsu.o.n se dhotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baap bojh Dhotaa thaa kyaa jahez de paataa
is liye vo shahzaadii aaj tak ku.nvaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
vaadiyo.n me.n gaah utraa aur kabhii parbat cha.Dhaa
bojh saa ik dil pe rakkhaa hai jise Dhotaa rahaa
Bashir Badr
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qaatil ne kis safaa.ii se dho.ii hai aastii.n
us ko KHabar nahii.n ki lahuu boltaa bhii hai