SEARCH RESULTS
Showing search results for "itr-e-ambar"
Sher MATCHES FOR "itr-e-ambar"
Sher
ek saahir kabhii guzraa thaa idhar se 'ambar'
jaa-e-hairat ki sabhii us ke asar me.n hai.n abhii
Ambar Bahraichi
Sher
bas chand ham-KHayaal hai.n 'ambar' mujhe aziiz
behis jamm-e-Gafiir nahii.n chaahiye mujhe
Nadiya ambar lodhi
Sher
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Sher
mub.ham the sab nuquush naqaabo.n kii dhund me.n
chehra ik aur bhii pas-e-chehra zaruur thaa
Akbar Hyderabadi
Sher
KHudaa se maa.ng jo kuchh maa.ngnaa hai ai 'akbar'
yahii vo dar hai ki zillat nahii.n savaal ke ba.ad
Akbar Allahabadi
Sher
hijaab-e-abr ruKH-e-mahtaab se chhalkaa
vo apne chehre se parde ko jab haTaane lagaa
Amber Waseem Allahabadi
Sher
Ahmad Ata
Sher
kisii ko apne sivaa kuchh nazar nahii.n aataa
jo diida-var hai tilism-e-nazar se niklegaa
Akbar Hameedi
Sher
un kii aa.nkho.n kii lagaavaT se hazar ai 'akbar'
diin se kartii hai dil ko yahii Gammaaz judaa
Akbar Allahabadi
Sher
ham pii bhii ga.e aur salaamat bhii hai.n 'ambar'
paanii kii har ik buu.nd me.n hiire kii kanii thii
Ambar Bahraichi
Sher
vo aur ho.nge jo kaar-e-havas pe zinda hai.n
mai.n us kii dhuup se saaya badal ke aayaa huu.n
Akbar Masoom
Sher
zindagii! tujh ko magar sharm nahii.n aatii kyaa
kaisii kaisii tirii tasviir nikal aa.ii hai
Khursheed Akbar
Sher
ai shahr-e-sitam-zaad tirii umr ba.Dii ho
kuchh aur bataa naql-e-makaanii ke alaava