SEARCH RESULTS
Showing search results for "itr-e-ambar"
Ghazal MATCHES FOR "itr-e-ambar"
Ghazal
agar us zulf-mushk-aamez se chunnii me.n baal aave
ajab mai.n itr-o-ambar kaasa-e-naGfuur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
agar us zulf-mushk-aamez se.n chiinii me.n baal aave
ajab ne.n itr-e-ambar kaasa-e-faGfuur se.n Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
KHvaahish hai miraa raqs-e-junuu.n dekhe zamaana
aur us kii hai tambiih tamaashaa nahii.n karnaa
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
baa-kamaal the 'ambar' phir bhii ham rahe gumnaam
be-hunar ke hisse me.n saik.Do.n KHitaab aa.e
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
shu.aa.e.n nikaltii hai.n shero.n se 'ambar'
cha.Dhaate ho lafzo.n pe tum aab-e-zar kyaa
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
mujhe bhej kar tohfa-e-gul vo 'ambar'
ajab Dhang se mushta.il kar rahaa hai
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
us ko thaa bahut naaz KHad-o-KHaal pe 'ambar'
ik roz tah-e-KHaak bikharnaa thaa hame.n bhii
Ambar Bahraichi
Ghazal
mai.n bahr-e-ziist me.n misl-e-habaab huu.n 'ambar'
mire vujuud kaa maqsad ba-juz fanaa kyaa hai
Ambar Dehlvi
Ghazal
auro.n pe to un ke hai.n altaaf-o-karam paiham
'ambar' hai.n zamaane me.n ham vaqf-e-alam tanhaa
Ambar Dehlvi
Ghazal
rahiin-e-tiira-nasiibii rahegaa kyaa 'ambar'
charaaG-e-nuur-fishaa.n ho zaraa javaab to do
Ambar Dehlvi
Ghazal
bahaar ho to junuu.n par shabaab aataa hai
baGair mausam-e-gul chaak-daamanii bhii nahii.n
Ambar Dehlvi
Ghazal
naaz hai apne muqaddar pe hame.n ai 'ambar'
vo ataa kartaa hai har chiiz du.aa se pahle
Zahoor Ambar Quraishi
Ghazal
Gam-e-jahaa.n me.n hu.e mubtalaa to ai 'ambar'
ha.nsii milii na hame.n raas phir KHushii aa.ii
Zahoor Ambar Quraishi
Ghazal
mai-noshii kaa phir mujh par ilzaam na aa jaa.e
aa.nkho.n me.n liye mastii kyo.n saamne aate ho
Zahoor Ambar Quraishi
Ghazal
ab na 'ambar' ko.ii dohraa.e Gam-e-hastii kii baat
varna ye dard-e-jigar baar-e-garaa.n ho jaa.egaa
Zahoor Ambar Quraishi
Ghazal
kyaa jaane qaatilo.n ko nahii.n hai ki hai KHabar
bahr-e-tavaaf aa.egaa 'ambar' galii me.n kal