SEARCH RESULTS
Showing search results for "itr-e-ambar"
Nazm MATCHES FOR "itr-e-ambar"
Nazm
diwali ki sham
itr-o-ambar se havaa hai kis qadar mahkii hu.ii
KHushnumaa mahtaabiyo.n se hai fazaa dahkii hu.ii
Mohammad Siddiq Muslim
Nazm
mazdur aurten
tuu aur itr o ambar o mushk o abiir o uud
mazduur ke bhii KHuun kii aatii hai is me.n buu
Jan Nisar Akhtar
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
pahnaa gahraa basantii jo.Daa
aur itr-e-suhaag me.n basaayaa
Parveen Shakir
Nazm
yaran-e-najd
vo ahd-e-shaadmaanii vo itr-e-zindagaanii
ai daur-e-aasmaanii vaapas kahii.n se laade
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
rishta-e-dosti
vafaa kii miTTii ko guu.ndh rakho
phir milaa.o chaahat kaa uud-o-ambar
Mona Shahzad
Nazm
mujh sa mabhut aashiq
ab bhii vo zulfe.n jhaTaktii hai
to uud-o-ambar kii mahkaar aatii hai
Rafiq Sandelvi
Nazm
ek KHat
ki aksar sote sote chau.nk uThtaa huu.n
mujhe to nii.nd bhii ik qarz chashm-e-ambar hai
Saleem Ahmed
Nazm
tifli ke KHwab
dil ho asiir gesuu-e-ambar-sarisht me.n
uljhe inhii.n hasiin salaasil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
urdu zaban
mushk-o-ambar kii mahak aatii hai baam-o-dar se
aise lafzo.n se muzayyan hai makaan-e-urdu
Javed Rasheed Amir
Nazm
mauhum afsane
kisii kii nargis-e-sharsaar ke mub.ham se afsaane
kisii kii zulf-e-ambar-baar ke barham se afsaane