SEARCH RESULTS
Showing search results for "khasam-jaan-e-aashiq"
Sher MATCHES FOR "khasam-jaan-e-aashiq"
Sher
Rind Lakhnavi
Sher
jaam-e-ishq pii chuke zindagii bhii jii chuke
ab 'hilaal' ghar chalo ab to shaam ho ga.ii
Hilal Fareed
Sher
mumkin nahii.n hai shaayad dono.n kaa saath rahnaa
terii KHabar jab aa.ii apnii KHabar ga.ii hai
Meer Ahmad Naved
Sher
kyaa khaa.e.n ham vafaa me.n ab iimaan kii qasam
jab taar-e-sub.ha rishta-e-zunnaar ho chukaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
kuchh der to is aql ko aaraam diyaa jaa.e
ai ishq tujhe aaj ko.ii kaam diyaa jaa.e
Moid Rasheedi
Sher
ma.aluum hai mohabbat lekin usii ke haatho.n
ai jaan-e-ishq mai.n ne teraa buraa bhii chaahaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
ye dil kab ishq ke qaabil rahaa hai
kahaa.n is ko dimaaG o dil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Sher
Ashique Akbarabadi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
jaane kis kis kaa galaa kaTtaa pas-e-parda-e-ishq
khul ga.e merii shahaadat me.n sitamgar kitne
Hosh Jaunpuri
Sher
de aayaa apnii jaan bhii darbaar-e-ishq me.n
phir bhii na ban sakaa KHabar aKHbaar-e-ishq me.n
Ashraf Shad
Sher
dohraa.ii jaa sakegii na ab daastaan-e-ishq
kuchh vo kahii.n se bhuul ga.e hai.n kahii.n se ham
Bismil Saeedi
Sher
ai ashk na kar zulm zaraa der Thahar jaa
ik shaKHs abhii merii nigaaho.n me.n basaa hai