SEARCH RESULTS
Showing search results for "khasam-jaan-e-aashiq"
Ghazal MATCHES FOR "khasam-jaan-e-aashiq"
Ghazal
hai KHasam-jaan-e-aashiq vo mahv-e-naaz lekin
har lamha be-adaa.ii ye bhii to ik adaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
zulfe.n bikhrii hai.n ruu-e-anvar par
jaan-e-‘aashiq pe hai do-guuna 'azaab
Mohammad Baqar Shams
Ghazal
paas to aa.o tumhe.n kyaa khaa.e jaataa hai 'faroG'
jaan-e-aashiq vo to bhuukaa hai faqat diidaar kaa
Farogh Hyderabadi
Ghazal
kis tarah vaaqif ho.n haal-e-aashiq-e-jaa.n-baaz se
un ko fursat hii nahii.n hai kaarobaar-e-naaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
ik jaam-e-ishq ne mujhe diivaana kar diyaa
ka.aba bhii mere vaaste but-KHaanaa kar diyaa
Nam Das Mathur Zeenat
Ghazal
dil me.n jab aa ke ishq ne tere mahal kiyaa
sab dast-o-paa-e-aql kuu.n yak pal me.n shal kiyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jab naaz-e-ishq husn ke qaabil nahii.n rahaa
phir vo kuchh aur hii hai miraa dil nahii.n rahaa
Bekhud Mohani
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
ai 'jamiila' ye dil hai dushman-e-jaa.n
marg-e-aashiq kaa jo daliil hu.aa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
ishq me.n jazba-e-aashiq bhii ajab hotaa hai
jaan detaa hai tire naam pe ha.nste ha.nste
Syed Zia Alvi
Ghazal
ha.nsii me.n saaGar-e-zarrii.n khanak khanak jaa.e
shabaab us kii sadaa kaa chhalak chhalak jaa.e
Akbar Hameedi
Ghazal
kuchh rutba-e-aashiq se bhii ai jaa.n ho KHabar-daar
saamaan ka.ii roz se shaahaana hai us kaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
KHaak-e-aashiq hai jo hove hai nisaar-e-daaman
ai mirii jaan tuu mat jhaa.D Gubaar-e-daaman
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
marg-e-aashiq par jo barham ho do-aalam kaa varaq
haif hai ai jaa.n tujhe malnaa kaf-e-afsos kaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
kaam dushvaar thaa us shoKH kii ulfat kaa 'jaliil'
tuu ne is ko magar ai ‘aashiq-e-jaa.n-baaz kiyaa
Jaleel Qidwai
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
jaan-o-dil thaa nazr terii kar chukaa
tere aashiq kii yahii auqaat hai