SEARCH RESULTS
Showing search results for "khasam-jaan-e-aashiq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khasam-jaan-e-aashiq"
Ghazal
hai KHasam-jaan-e-aashiq vo mahv-e-naaz lekin
har lamha be-adaa.ii ye bhii to ik adaa hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
hai KHasam-jaan-e-aashiq vo mahv-e-naaz lekin
har lamha be-adaa.ii ye bhii to ik adaa hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ko.ii detaa hai sunaa vaise ko aazaar hanuuz
Tuk to insaaf kar ai dushman-e-jaan-e-aashiq
Meer Taqi Meer
Kulliyat
jis daaG se ki 'aalam hai mubtalaa balaa me.n
so daaG-e-jaan-e-aashiq mu.nh par hai KHaal us kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zulfe.n bikhrii hai.n ruu-e-anvar par
jaan-e-‘aashiq pe hai do-guuna 'azaab
Mohammad Baqar Shams
MORE MATCHES FOR "khasam-jaan-e-aashiq"
Ghazal
paas to aa.o tumhe.n kyaa khaa.e jaataa hai 'faroG'
jaan-e-aashiq vo to bhuukaa hai faqat diidaar kaa
Farogh Hyderabadi
Ghazal
kis tarah vaaqif ho.n haal-e-aashiq-e-jaa.n-baaz se
un ko fursat hii nahii.n hai kaarobaar-e-naaz se
Ghulam Bhik Nairang
Sher
Rind Lakhnavi
Sher
jaam-e-ishq pii chuke zindagii bhii jii chuke
ab 'hilaal' ghar chalo ab to shaam ho ga.ii
Hilal Fareed
Ghazal
ik jaam-e-ishq ne mujhe diivaana kar diyaa
ka.aba bhii mere vaaste but-KHaanaa kar diyaa
Nam Das Mathur Zeenat
Ghazal
dil me.n jab aa ke ishq ne tere mahal kiyaa
sab dast-o-paa-e-aql kuu.n yak pal me.n shal kiyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jab naaz-e-ishq husn ke qaabil nahii.n rahaa
phir vo kuchh aur hii hai miraa dil nahii.n rahaa
Bekhud Mohani
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho