SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahore"
Sher MATCHES FOR "lahore"
Sher
ham dillii bhii ho aa.e hai.n lahore bhii ghuume
ai yaar magar terii galii terii galii hai
Bashir Badr
Sher
asar ye tere anfaas-e-masiihaa.ii kaa hai 'akbar'
allahabad se la.ngDaa chalaa lahore tak pahu.nchaa
Akbar Allahabadi
Sher
shahr-e-lahore se kuchh duur nahii.n hai dehlii
ek sarhad hai kisii vaqt bhii miT saktii hai
Unknown
Sher
suune pa.De hai.n dil ke dar-o-baam ai 'zahiir'
lahore jab se chho.D ke jaan-e-Gazal gayaa
Zaheer Kashmiri
Sher
laa-makaa.n hai vaaste un kii maqaam-e-buud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
Shah Aasim
Sher
lahore rashk-e-gulshan-e-firdaus hai magar
be-rang-o-be-nashaat hai ai jaa.n tire baGair
Raaz Muradabadi
Sher
chal saath ki hasrat dil-e-marhuum se nikle
aashiq kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Fidvi Lahori
Sher
suno ki ab ham gulaab de.nge gulaab le.nge
mohabbato.n me.n ko.ii KHasaara nahii.n chalegaa
Jawayd Anwar
Sher
jo din cha.Dhaa to hame.n nii.nd kii zaruurat thii
sahar kii aas me.n ham log raat bhar jaage
Jawayd Anwar
Sher
nikal gulaab kii muTThii se aur KHushbuu ban
mai.n bhaagtaa huu.n tire piichhe aur tuu jugnuu ban
Jawayd Anwar
Sher
chiin o arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
rahne ko ghar nahii.n hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Majeed Lahori
Sher
ko.ii kahaanii ko.ii vaaqi.a sunaa to sahii
agar ha.nsaa nahii.n saktaa mujhe rulaa to sahii
Jawayd Anwar
Sher
Ahmad Tariq
Sher
Saqi Farooqi
Sher
shaam pyaarii shaam us par bhii ko.ii dar khol de
shaaKH par baiThii hu.ii hai ek beghar faaKHta