SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahore"
Ghazal MATCHES FOR "lahore"
Ghazal
mahsuus ye hotaa hai abhii jaag rahe hai.n
lahore ke sab yaar bhii so jaa.e.n to so.e.n
Habib Jalib
Ghazal
shahr-e-lahore tirii raunaqe.n daa.im aabaad
terii galiyo.n kii havaa khii.nch ke laa.ii mujh ko
Nasir Kazmi
Ghazal
ye duniyaa chaa.nd par pahu.nchii hu.ii hai
tujhe lahore jaane kii pa.Dii hai
Abdurrahman Momin
Ghazal
merii afsurdagii se lutf uThaane vaale
kitne zaalim hai.n ye sab log zamaane vaale
Ahmad Tariq
Ghazal
vaqt kaa kyaa hai mire yaar badal jaataa hai
aag lagtii hai to baazaar badal jaataa hai
Ahmad Tariq
Ghazal
kab talak raunaq-e-shaam-e-avadh ai maah-e-ravaa.n
shaam-e-lahore ko bhii sub.h banaa de aa kar
Akhtar Shirani
Ghazal
dillii ho ki lahore ko.ii farq nahii.n hai
sach bol ke har shahr me.n aise hii rahoge
Bashir Badr
Ghazal
aavaaz de ke KHud ko bulaanaa pa.Daa mujhe
apnii madad ko aap hii aanaa pa.Daa mujhe
muneer saifi
Ghazal
dil kaa ye shahr bhii lahore hu.aa jaataa hai
is jahaa.ngiir ko ik nuur jahaa.n dekhtii hai
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
suune pa.De hai.n dil ke dar-o-baam ai 'zahiir'
lahore jab se chho.D ke jaan-e-Gazal gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
yuu.n to chaahat me.n nihaa.n june kii hiddat hai magar
sard lahje me.n december kaa asar lagtaa hai
Priya Tabita
Ghazal
jaa.ez hai us kaa qatl hamaare hisaab se
jis ne mohabbato.n ko nikaalaa nisaab se