SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardum"
Sher MATCHES FOR "mardum"
Sher
jokham ai mardum-e-diida hai samajh ke ronaa
Duub bhii jaate hai.n dariyaa me.n nahaane vaale
Unknown
Sher
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
dil hai nisaar mardumak-e-chashm-e-dost par
biimaar ko hai mardum-e-biimaar se Garaz
Munshi Khairati Laal Shagufta
Sher
kaahiida mujh ko dekh ke vo Gairat-e-parii
kahtaa hai aadmii ho ki mardum-gayaah ho
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
hayaat le ke chalo kaa.enaat le ke chalo
chalo to saare zamaane ko saath le ke chalo
Makhdoom Mohiuddin
Sher
chal saath ki hasrat dil-e-marhuum se nikle
aashiq kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Fidvi Lahori
Sher
Allama Iqbal
Sher
maazii-e-marhuum kii naakaamiyo.n kaa zikr chho.D
zindagii kii fursat-e-baaqii se ko.ii kaam le
Seemab Akbarabadi
Sher
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Sher
Makhdoom Mohiuddin
Sher
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Sher
vaqt har zaKHm kaa marham to nahii.n ban saktaa
dard kuchh hote hai.n taa-umr rulaane vaale
Sada Ambalvi
Sher
amiir-zaado.n se dillii ke mil na taa-maqduur
ki ham faqiir hu.e hai.n inhii.n kii daulat se