SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardum"
Nazm MATCHES FOR "mardum"
Nazm
gurunanak
har chehra-e-mardum ke KHad-o-KHaal bure the
dekho jise us shaKHs ke a.amaal bure the
Arsh Malsiyani
Nazm
wali
tere dariyaa-e-karam kaa josh gauhar-bez hai
terii zar-afshaa.n zamii.n kaa faiz-e-mardum-KHez hai
Maikash Akbarabadi
Nazm
shikwa
mushkile.n ummat-e-marhuum kii aasaa.n kar de
mor-e-be-maaya ko ham-dosh-e-sulaimaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham ahl-e-safaa marduud-e-haram
masnad pe biThaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
daraKHt-e-zard
(ye merii ek KHvaahish hai jo mushkil hai)
vo 'najm'-aafa.ndi-e-marhuum ko to jaantii hogii
Jaun Eliya
Nazm
etiraf
mai.n ki KHud apne mazaaq-e-tarab-aagii.n kaa shikaar
vo gudaaz-e-dil-e-marhuum kahaa.n se laa.uu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aah vo mardaan-e-haq vo arabii shahsavaar
haamil-e-KHalq-e-aziim saahab-e-sidq-o-yaqii.n
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat