SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardum"
Ghazal MATCHES FOR "mardum"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
saakin hai.n josh-e-ashk se aab-e-ravaa.n me.n ham
rahte hai.n misl-e-mardum-e-aabii jahaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
roz mardum shab kiye detaa hai surma pochhiye
KHuun hote hai.n bahut shauq-e-hinaa kam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mardum-e-diida-e-tar mardum-e-aabii hai.n magar
rahte hai.n roz o shab o shaam-o-sahar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai.n mardum-e-Gam-diida ke daa.nto.n kii tarah band
misl-e-dahan-e-na.ng hai zindaan hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
KHauf naa-fahmii-e-mardum se mujhe aataa hai
gaav KHar hone lage suurat-e-insaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mardum-e-diida-e-qurbaanii huu.n mai.n diivaana
aa.e darvaaza khule bin na kabhii KHvaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai sanam terii karanjii aa.nkh se saabit hu.aa
ra.ng u.D jaataa hai ruu-e-mardum-e-biimaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
paara-e-dil na thamaa mardum-e-chashm
baiThiye mujh ko uThaane diije
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kyaa aadmii kii KHaak ko rau.nduu.n mai.n rahm-dil
rotaa hai paa.emaali-e-mardum-giyaah par
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ahbaab surKH-ruu rahe.n dushman ho.n zard-ruu
jab tak manaa.e.n mardum-e-hindostaa.n basant