SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehvar"
Sher MATCHES FOR "mehvar"
Sher
umiid-o-biim ke mehvar se haT ke dekhte hai.n
zaraa sii der ko duniyaa se kaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Sher
achchhaa hu.aa mai.n vaqt ke mehvar se kaT gayaa
qatra guhar banaa jo samundar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
mai.n tire hijr se nikluu.ngaa to mar jaa.uu.ngaa
haa.e vo log jo mehvar se nikal jaate hai.n
Tauqeer Taqi
Sher
is ghuumtii zamiin kaa mehvar hii to.D do
be-kaar gardisho.n pe KHafaa ho rahe huu.n kyuu.n
Sadiq
Sher
zaraa haTe to vo mehvar se TuuT kar hii rahe
havaa ne nochaa unhe.n yuu.n ki bas bikhar hii rahe
Ali Akbar Abbas
Sher
mire vajuud kaa mehvar chamaktaa rahtaa hai
isii sanad se muqaddar chamaktaa rahtaa hai
Azhar Hashmi Sabqat
Sher
Badr Muneer
Sher
farishte se ba.Dh kar hai insaan ban.naa
magar is me.n lagtii hai mehnat ziyaada
Altaf Hussain Hali
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
bahut se log the mehmaan mere ghar lekin
vo jaantaa thaa ki hai ehtimaam kis ke liye
Parveen Shakir
Sher
Jamal Ehsani
Sher
rahbar bhii ye hamdam bhii ye Gam-KHvaar hamaare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
Unknown
Sher
Vilas Pandit Musafir
Sher
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.yaar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah