SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehvar"
Ghazal MATCHES FOR "mehvar"
Ghazal
merii sabhii du.aa.o.n kaa mehvar vahii to thaa
naa chaahte hu.e bhii bhulaanaa pa.Daa use
Ahmad Tariq
Ghazal
vaqt ne aise ghumaa.e ufuq aafaaq ki bas
mehvar-e-gardish-e-saffaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
pahle na ko.ii ramz-e-suKHan thii na kinaaya
ab nuqta-e-takmiil-e-hunar mehvar-e-fan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
achchhaa hu.aa mai.n vaqt ke mehvar se kaT gayaa
qatra guhar banaa jo samundar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
umiid-o-biim ke mehvar se haT ke dekhte hai.n
zaraa sii der ko duniyaa se kaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
us ko aadat hai ja.De.n kaaTte rahne kii 'vasii'
jo mirii zaat kaa mehvar hai ka.ii sadiyo.n se
Wasi Shah
Ghazal
tum taraashe hu.e but ho kisii mehraab ke biich
ham zavaa.ed hai.n jo patthar se nikal jaate hai.n
Tauqeer Taqi
Ghazal
kahaa.n sukuu.n ki shab-o-roz ghuumnaa us kaa
zaraa zamiin ke mehvar se haT ke sotaa huu.n
Ameer Imam
Ghazal
zamiin hai ki badaltii nahii.n kabhii mehvar
mai.n kaisii kaisii tadaabiir kartaa rahtaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jab apne e'tiqaad ke mehvar se haT gayaa
mai.n reza reza ho ke hariifo.n me.n baT gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
Gazal gardish o mehvar o daa.era hai
Gazal fard-e-vaahid hai millat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
jahaa.n ham hai.n vahaa.n sab daa.ere hai.n
kisii kaa ko.ii markaz hai na mehvar