SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehvar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mehvar"
PAGE MATCHES FOR "mehvar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mehvar"
Ghazal
pahle na ko.ii ramz-e-suKHan thii na kinaaya
ab nuqta-e-takmiil-e-hunar mehvar-e-fan tuu
Mohsin Naqvi
Sher
achchhaa hu.aa mai.n vaqt ke mehvar se kaT gayaa
qatra guhar banaa jo samundar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Nazm
bad-shuguni
na.e na.e daa.ero.n kii gardish me.n apne mehvar se haT gayaa huu.n
sila jazaa KHauf naa-umiidii
Iftikhar Arif
Ghazal
achchhaa hu.aa mai.n vaqt ke mehvar se kaT gayaa
qatra guhar banaa jo samundar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
umiid-o-biim ke mehvar se haT ke dekhte hai.n
zaraa sii der ko duniyaa se kaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
us ko aadat hai ja.De.n kaaTte rahne kii 'vasii'
jo mirii zaat kaa mehvar hai ka.ii sadiyo.n se
Wasi Shah
Ghazal
tum taraashe hu.e but ho kisii mehraab ke biich
ham zavaa.ed hai.n jo patthar se nikal jaate hai.n