SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustaqbil"
Sher MATCHES FOR "mustaqbil"
Sher
ishq kii har daastaa.n me.n ek hii nukta milaa
ishq kaa maazii hu.aa kartaa hai mustaqbil nahii.n
Unknown
Sher
Maatam Fazl Mohammad
Sher
aap kaa ko.ii safar be-samt be-manzil na ho
zindagii aisii na jiinaa jis kaa mustaqbil na ho
Anis Dehlavi
Sher
hasrat-e-dil naa-mukammal hai kitaab-e-zindagii
jo.D de maazii ke sab auraaq mustaqbil ke saath
Figar Unnavi
Sher
Ahtamam Sadiq
Sher
Amjad Najmi
Sher
kyaa munajjim se kare.n ham apne mustaqbil kii baat
haal ke baare me.n ham ko kaun saa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Sher
mustaqbil ke KHauf se sahmaa rahtaa huu.n
mai.n ne buu.Dhe pe.D kii aa.nkhe.n dekhii hai.n
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
mustaqbil ab ke tere ta'aaqub kii rau me.n dekh
maazii to kyaa mai.n haal se aage nikal gayaa
Nitin Nayab
Sher
husn-e-suurat chand roz husn-e-siirat mustaqil
is se KHush hote hai.n log us se KHush hote hai.n dil
Unknown
Sher
abhii to aur bhii chehre tumhe.n pukaare.nge
abhii vo aur bhii chehro.n me.n muntaqil hogaa
Ameer Imam
Sher
meraa ra.nj-e-mustaqil bhii jaise kam saa ho gayaa
mai.n kisii ko yaad kar ke taaza-dam saa ho gayaa
Abbas Tabish
Sher
mustaqil ik be-yaqiinii ik musalsal intizaar
phir achaanak ek chehra jaa-ba-jaa raushan hu.aa