SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustaqbil"
Ghazal MATCHES FOR "mustaqbil"
Ghazal
kyaa munajjim se kare.n ham apne mustaqbil kii baat
haal ke baare me.n ham ko kaun saa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
Ghazal
haal KHuu.n me.n Duubaa hai kal na jaane kyaa hogaa
ab ye KHauf-e-mustaqbil zehn zehn taarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
aap kaa ko.ii safar be-samt be-manzil na ho
zindagii aisii na jiinaa jis kaa mustaqbil na ho
Anis Dehlavi
Ghazal
haal behaal hai taariik hai mustaqbil bhii
ban pa.De tum se to maazii miraa laa do mujh ko
Nikhat Iftikhar
Ghazal
mustaqbil-e-insaan ne e'laan kiyaa hai
aa.inda se be-taaj rahegaa sar-e-daaraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
ra.ngiinii-e-mustaqbil-e-raushan hai nazar me.n
ham talKHi-e-maahaul se ghabraa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
mast hai haal me.n dil be-KHabar-e-mustaqbil
sochtaa huu.n use hushyaar karuu.n yaa na karuu.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
mustaqbil-e-tahziib kaa naGma vahii Thahraa
jo zamzama-e-ga.ng-o-jaman ham ne banaayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
barsaat kaa ik KHvaab hai mustaqbil-e-taariik
bikhrii hu.ii sii zulf-e-girah-giir kisii kii