SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustaqbil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mustaqbil"
Sher
ishq kii har daastaa.n me.n ek hii nukta milaa
ishq kaa maazii hu.aa kartaa hai mustaqbil nahii.n
Unknown
Ghazal
kyaa munajjim se kare.n ham apne mustaqbil kii baat
haal ke baare me.n ham ko kaun saa ma.aluum hai
Shuja Khaavar
MORE MATCHES FOR "mustaqbil"
Nazm
wo meri pahli mohabbat thi
vo merii pahlii mohabbat thii
jo maazii thii magar meraa mustaqbil na ban paa.ii
Aamir Riaz
Nazm
wo hansti hai to uske hath rote hain
jo us kaa haal maazii aur mustaqbil!
ajab la.Dkii hai
Abbas Tabish
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ek mustaqbil-e-zarrii.n kii tijaarat ke liye
tuu mohabbat ke taqaddus ko bhii Thukraa.egii
Qateel Shifai
Ghazal
aap kaa ko.ii safar be-samt be-manzil na ho
zindagii aisii na jiinaa jis kaa mustaqbil na ho
Anis Dehlavi
Ghazal
haal behaal hai taariik hai mustaqbil bhii
ban pa.De tum se to maazii miraa laa do mujh ko
Nikhat Iftikhar
Ghazal
mustaqbil-e-insaan ne e'laan kiyaa hai
aa.inda se be-taaj rahegaa sar-e-daaraa