SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustaqbil"
Nazm MATCHES FOR "mustaqbil"
Nazm
jawahar-lal nehru
vo jo hamraaz rahaa haazir-o-mustaqbil kaa
us ke KHvaabo.n kii KHushii ruuh kaa Gam le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo meri pahli mohabbat thi
vo merii pahlii mohabbat thii
jo maazii thii magar meraa mustaqbil na ban paa.ii
Aamir Riaz
Nazm
wo hansti hai to uske hath rote hain
jo us kaa haal maazii aur mustaqbil!
ajab la.Dkii hai
Abbas Tabish
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ek mustaqbil-e-zarrii.n kii tijaarat ke liye
tuu mohabbat ke taqaddus ko bhii Thukraa.egii
Qateel Shifai
Nazm
raat aur rail
safha-e-dil se miTaatii ahd-e-maazii ke nuquush
haal o mustaqbil ke dilkash KHvaab dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
karl marx
apne mustaqbil se taaGuutii tamaddun ko hai yaas
diidanii hai dushman-e-insaaniyat kaa iztiraab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
hasina-e-KHayal se
mire maazii o mustaqbil saraasar mahv ho jaa.e.n
mujhe vo ik nazar ik jaavedaanii sii nazar de de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHatun-e-mashriq
pahluu-e-KHaatuun-e-mashriq me.n ba-sad tamkiin o naaz
muntaqil ho jaa uluuhiyat ke siine ke gudaaz
Josh Malihabadi
Nazm
ilm ki zarurat
agar tum musta.iddii ko banaa loge shi.aar apnaa
yaqii.n jaano ki mustaqbil hai behad shaandaar apnaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ek sham
thaam ai sub.h jahaan-e-nau kii zau
jaag ai mustaqbil-e-insaa.n ke KHvaab